Quantcast
Channel: Rafi-Asha Bhonsle duet – Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs
Viewing all articles
Browse latest Browse all 187

Jis raat jaley na parwaane

$
0
0

This article is written by nahm, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a contributor to this blog. This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

I wanted to write a post to this song as a Tribute to Mehmood on his death anniversay on 23rd July but I missed the date somehow.

This qawwali is special on many counts. First of all it is a composed by Madan Mohan and written by Rajendra Krishan. The film is Sanjog (1961). It is a marathon effort by Rafi Sahab and Asha Bhosle who are trying to outplay each other in this 10 minutes long qawwali. And ” sone pe suhaaga ” is a unique trivia about this song, as both the singers are giving playback to Mehmood, i.e. Mehmood male qawwaal and Mehmood in the guise of a female qawwaal.

We have seen a song where both Lata and Asha are giving playback to a single actor i.e. Ameeta playing a single character in ‘Mere Mehboob’ in a single song here.

The only instance comparable to this is the “jhanak Jhanak Paayal baaje ” song ‘aadha hai chandrama raat aadhi ” where Sandhya has two faces and two get-ups and performing the duet there .

Needless to say that this is a fabulous qawwali and performed well by Mehmood. This happens to be be the last and final song of Sanjog (1961). So one more film to add to the list of films of which all songs are posted and another one for the tally of Asha – Rafi duets. Since the work of writing the lyrics of this song is the difficult part of the job, I thought it prudent write the post too.

Audio

Video

Song-Jis raat jaley na parwaane (Sanjog)(1961) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Madan Mohan
Female Chorus
Male chorus
All chorus

Lyrics

aaaa aaaa
aaa aaaa
aaa aaa aaa
aaa aaa aaa
aaa aaa
aaa aaa
aaa aaa
aaa aaaa
aaa aaa

waah waah
jab talak jal rahe hain parwaane ae
pyaar ki daastaan
chaley hi chaley ae ae
subhaan allah
aadab arz hai

aaaa aaa aaa
ishq ko kya mitaayega koi ee
ishq ka kaarwaan chaley hi chaley ae ae ae ae

aaa aaa aaaa
jis
raat
jaley na
parwaane
jis raat jaley na parwaane
aisi to koi bhi
raat nahin
aisi to koi bhi raat nahin
jis raat jaley na

aeji haan haay
jis raat jale na
aaaa aaa aaa
jis raat jale na
aaaa aaa
jis raat jaley na parwaane
aisi to koi bhi raat nahin
ik jalta hai
ik jalta hai
jalta hai
jalta hai

aaa aaa aaa aaa
ik jalta hai
sau aate hain
do chaar yaa dass ki
baat nahin
do chaar yaa dass ki baat nahin

jis raat jale na parwaane
aisi to koi bhi raat nahin
aisi to koi bhi raat nahin

aaaaaa aaaa aaa
kya cheez hai yeh ulfat ki jalan
poochho ye kisi dilwaale se
kya cheez hai yeh ulfat ki jalan
poochho ye kisi dilwaale se

aaaa aaa
poochho ye kisi dilwaale se
aaaa aaaa
puchho ye kisi dilwaale se
aaaa aaaa
tere liye nazar se zamaana gira diya
ahaa haa haa haa
haaye tujhko bassa ke dil mein
jahaan ko bhula diya
waaah waah waah
jab teri rehguzar mein ae ae ae
aaaaa aaaaa
jab teri rehguzar mein
andhera huwa kabhi ee ee
to phir kya kiya
aji mil na saka charaag to
dil hi jala diya
kya dil jalaaya hai mehmood saab
dilwaale jalte jaayenge
is raah pe chalte jaayenge
fariyaad na lab par aayegi
ho o o o o o
gham seenon mein palte jaayenge

ji dilwaale jalte jaayenge
is raah pe chalte jaayenge

aaaaa aaaa aaaa
aaaa aaa aaa aaa
zaalim tere vaadon ka kya hai ae ae
zaalim tere vaadon ka kya hai
wo hashr pe talte jaayenge
ji dil waale jalte jalte jayenge
is raah pe chalte jayenge

allah ke aage bhi lekin
shiqwe na karenge ham tera
tu daad hamaare sabr ki le
ham phir bhi bharenge dam tera

kya cheez hain yeh ulfat ki jalan
poochho ye kisi dilwaale se

aaaa aaa
poochho ye kisi dilwaale se
iss ishq ke dukhde kaun gine
iss ishq ke
ishq ke
ishq ke

aaaa aaaa aaa
iss ishq ke dukhde kaun gine
kaun gine
kaun gine
ji iss ishq ke dukhde kaun gine
do chaar ya dass ki
baat nahin
do chaar ya dass ki baat nahin
jis raat jaley na parwaane
aise to koi bhi raat nahin
aise to koi bhi raat nahin

aaa aaa aaa
aaa aaa aaa
tum dar se uthhaate ho kisko
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

tum dar se uthhaate ho kisko
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

aaaaa aaaa
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

aa aa aa aa
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

aaa aaa aa aaa
aji yeh yaad rahe
aji yeh yaad rahe
yeh yaad rahe
ham aashiq hain
parwaane ka seena rakhte hain
jeene ke saleeqa aata hai
marne ka kareena rakhte hain
aji yeh yaad rahe
aji yeh yaad rahe

ahaaa
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

magar yeh yaad rahe
aji yeh yaad rahe

ho o o
marne hi hamaari manzil hai
manzil se daraate ho kis ko

ji manzil se daraate ho kis ko
o o o o
iss dar ki raunak hamse hai
tum dar se uthathe ho kisko

ho tum dar se uthaate ho kisko

aaaaaa aaaa
aaa aa aaa
ham uthhke chale to jaayenge
aur laut ke phir nahin aayenge
mar jaayenge
mar jaayenge
mar jaaaayenge
magar yeh yaad rahe
aji yeh yaad rahe

aaaaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa
aaa aaa aaa aaa
ae dil e zaar
tere haal pe chhoda tujhko
chaaraagar ho gaye
laachaaar to chaara kya hai

aaaaa aaa aaa
aaa aaa aaa aa
aaa aaa
o sitamgar
tujhe ye log na jeene denge
ham to mar jaayenge bemaut
hamaara kya hai
magar yeh yaad rahe
aji yeh yaad rahe

aaaaa aaa
ham uthh ke chale to jaayenge
aur laut ke phir na aayenge
mar jaayenge
mar jaayenge

lekin o sitamgar
aaa aa
lekin o sitamgar yaad rahe
lekin o sitamgar yaad rahe

ga ma pa
ga ma pa dha
ma pa dha ni
pa dha ni sa
ni sa
….
pa dha ni sa
…..
pa ma re ga sa
yaad rahe

lekin o sitamgar yaad rahe
lekin o sitamgar yaad rahe

yaad rahe
aji yeh yaad rahe
magar yeh yaad rahe
sitamgar yaad rahe

tum dar se uthhaate ho kisko
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

aaaa
yeh yaad rahe
yeh yaad rahe

hai shehar ka shehar hi deewaana
hai shehar ka shehar hi deewaana deewaana
shehar ka shehar hi

aaaaa
hai shehar ka shehar hi deewana
deewaana deewaana

haanji hai sehar ka shehari hi diwana
do chaar ya dass ki baat nahin
do chaar ya dass ki baat nahin
jis raat jaley na parwaane
aisee to koi bhi raat nahin
aisee to koi bhi raat nahin
ik jalta hai sau aate hain
do chaar ya dass ki baat nahin
do chaar ya dass ki baat nahin
jis raat jale na parwaane ae ae



Viewing all articles
Browse latest Browse all 187

Trending Articles