This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Mere Huzoor” (1968) was a Movie Moghul production. It was directed by Vinod Kumar. The movie had Mala Sinha, Raj Kumar, Jeetendra, Indira, Manorama, Parveen Paul, Ram Mohan, Surekha, Zeb Rehman, David Abraham, Johnny Walker, K N Singh, Manju etc in it.
This movie was a treasure trove of great songs that continue to stay evergreen to this day. Five songs from this movie, all timeless classics- have been discussed in the past.
Here is the fifth timeless classic from “Mere Huzoor”to to appear in the blog. This song is a teasing cum romantic duet song which is sung by Rafi and Asha Bhonsle. Hasrat Jaipuri is the lyricist. Music is composed by Shankar Jaikishan.
The song is picturised on Johny Walker and Zeb Rehman.
Song-Meri jaan meri jaan apne aashiq ko sataana kis’se seekha hai (Mere Huzoor)(1968) Singer-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Hasrat Jaipuri, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics
meri jaan
meri jaan
meri jaan apne aashiq ko sataana kis’se seekha hai
jo tum par jaan de
usko mitaana kis’se seekha hai
suno ji
sunaao
suno ji
suno ji peechhe peechhe roz aana
kis’se seekha hai
meri galiyon ke chakkar roz lagaana kis’se seekha hai
meri jaan
hatt
meri jaan
chal chal
meri jaan
apne aashiq ko sataana kis’se seekha hai
jo tum par jaan de usko mitaana kis’se seekha hai
ek din majnu mila thha
mujhko peepal gaanv mein
haath pakda aur bithhaaya
mujhko thhandi chaanv mein
hahahaaha
waahwaah
ek din majnu mila thha
mujhko peepal gaanv mein
haath pakda aur bithhaaya
mujhko thhandi chaanv mein
bhar ke thhandi saans bola
yaar ke peechhe raho
mom ho jaayega pathhar
roz jo milte raho
tumhaare
tumhaare
tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana us’se seeka hai
tumhaare ghar ke chakkar roz lagaana us’se seekha hai
suno ji
kya
suno ji
waah
suno ji peeche peeche rz aana kis’se seekha hai
meri galiyon ke chakkar roz lagaana kis’se seekha hai
ek din laila mili
mujhko aminaabaad mein
thhaamkar daaman wo boli
chup ho kiski yaad mein
o ho ho ho
ek din laila mili
mujhko aminaabaad mein
thhaamkar daaman wo boli
chup ho kiski yaad mein
tum bhi aashiq ko sataao
baat meri maan lo
jhootha aashiq hai ke sachcha
pyaar uska jaan lo
kasam se
kasam se
kasam se
aap jaison ko sataana us’se seekha hai
kasam se aap jaison ko sataana us’se seekha hai
haaye
meri jaan
meri jaan
jaa jaa
meri ja apne aashiq ko sataana kis’se seekha hai
jo tum par jaan de
usko mitaana kis’se seekha hai