This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Jallaad”(1956) was produced and directed by J B Lulla for Filmdom, Bombay. This B grade movie had Munawwar Sultana, Veena, Nasir, Tiwari, S Nazeer, Heera Sawant, Dabboo, Nagpal, Dhanraj, Sheila Vaz, Gope etc in it.
This fantasy movie had seven songs in it that were penned by four lyricists.
Here is the first song from “Jallaad”(1956) to appear in the blog. This song is sung by Rafi and Asha Bhonsle. Shewan Rizvi is the lyricist. Music is composed by Naashaad.
Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
With this song, “Jallaad”(1956) makes its debut in the blog.
Song-Husn yahaan ishq wahaan (Jallaad)(1956) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Shewan Rizvi, MD-Naashaad
Lyrics
ishq yahaan aan aan aan
husn yahaan ishq wahaan
donon haseen donon jawaan
ishq kahe husn sune
pyaar bhari dastaan aan aan
husn yahaan aan aan
ishq yahaan aan aan aan
dil ka ye baazaar hai ae ae ae
dil ka ye baazaar hai
dil hi khareedar hai
dil hi khareedar
khareedar
khareedaar hai
sochta hai dil mein kya
sauda mazedaar hai
sochta hai dil mein kya
sauda mazedaar hai
aayega na laut ke phir ye samaan
donon haseen donon jawaan
ishq kahe husn sune
pyaar bhari daastaan aan aan aan
husn yahaan aan aan aan
ishq yahaan aan aan aan
aayi hai rangeen raat aat
aayi hai rangeen raat
rakh de mere dil pe haath
rakh de mere dil pe haath
rakh de mere dil pe haath
dhadkanon ke saaz par
sun le zara ek baat
dhadkanon ke saaz par
sun le zara ek baat
raat to phir aayegi par hum kahaan
donon haseen donon jawaan
ishq kahe husn sune
pyaar bhari dastaan aan aan aan
tujhmein hai gar hausla aa aa aa
tujhmein hai gar hausla
haath badha jaam uthha
haath badha jaam uthha
ho haath badha jaam uthha
kal ka na kar aitbaar
dam ka bharosa hai kya
kal ka na kar aitbaar
dam ka bharosa hai kya
zindagi armaanon ka hai kaarwaan
donon haseen donon jawaan
ishq kahe husn sune
pyaar bhari daastaan aan aan aan
husn yahaan ishq wahaan
donon haseen donon jawaan
ishq kahe husn sune
pyaar bhari dastaan aan aan aan
husn yahaan aan aan aan
ishq yahaan aan aan