This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Hathhkadi”(1958) was directed by Sudarshan Bhatia for D S Films. The movie had Motilal, Shakila, Sajjan, Jabeen Jaleel, Amarnath, , Mirza Musharraf, Mirajkar, Ramesh Sinha, Bhagwan Sinha, Umesh Sharma, Murad, Bhudo Advani, Cuckoo, Sheila Vaz etc in it.
Two songs from the movie has been discussed in the past. Here is the third song from “Hathhkadi”(1958) to appear in the blog. The song is sung by Rafi and Asha Bhonsle. Indeewar is the Lyricist. Music is composed by Naashaad.
Only the audio of this rare song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the movie as well as on the picturisation of this song.
Song-Duniya hai badi zaalim duniya se bacha lo jee(Hathkadi)(1958) Singers-Rafi, Asha Bhonsle, Lyrics-Indeewar, MD-Naashaad
Lyrics
aa aa aa
o o o
o ho o
o o o o
duniya hai badi zaalim
duniya hai badi zaalim
duniya se bacha lo ji
palkon mein bithha lo ji ee
palkon mein bitha lo ji
taqdeer ka maara hoon
taqdeer ka maara hoon
mujhe apna bana lo ji
aanchal mein chhupa lo ji ee
aanchal mein chhupa lo ji
kahaan leke chale mujhko
mera dil ghabraata hai
o o o
phailaaye huye baahen
mera pyaar bulaata hai
o mere paanv piya doley
main gayi sambhaalo ji
palkon mein bitha lo ji ee
palkon mein bitha lo ji
duniya hai badi zaalim
duniya se bacha lo ji
palkon mein bitha lo ji ee
palkon mein bitha lo ji
aa aa aa
o o o
o ho o
o o o
o o
ho dil to ye hi kehta hai
main tum mein sama jaaun
o dil to ye hi kehta hai
main tum mein sama jaaun
aisa na kaho ji tum
aisa na kaho ji tum
tumse hoye sharmaaun
apnon se kya parda
arre parda uthha lo ji
aanchal mein chhupa lo ji ee
aanchal mein chhupa lo ji
taqdeer ka maara hoon
mujhe apna bana lo ji
aanchal mein chhupa lo ji ee
aanchal mein chhupa lo ji
duniya hai badi zaalim
duniya se bacha lo ji
palkon mein bitha lo ji
aanchal mein chhupa lo ji
hmm hmmm
aa ha ha
aa aa a
o o o
ho ho ho