Quantcast
Channel: Rafi-Asha Bhonsle duet – Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs
Viewing all articles
Browse latest Browse all 187

Ise patli kamar mein na daal ke lahanga khisak jaayegaa

$
0
0

This article is written by Peevesie’s mom, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a contributor to this blog.This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Blog Day : 3896 Post No. : 14938

We had this post last year on the same date by Avinashji where he has written about the background of the movie “Woh Main Nahi”(1974). He has listed all the famous songs and movies of Navin Nischol. Most of the songs which I like are in that list.

So here’s a duet by Rafi and Asha Bhonsle which was written by Verma Malik. Music direction was by Sonik Omi. Visiting the movie after a full year on the occasion of Navin Nischol’s anniversary.


Song-Ise patli kamar mein na daal ke lahanga khisak jaayega (Woh Main Nahin)(1974) Singers-Asha Bhonsle, Rafi, Lyrics-Verma Malik, MD-Sonik Omi
Male chorus
Female chorus

Lyrics

jhigi jhigi jhigi jhigi jhigi jhina
jhina na re

jhina re jhina ha aa
jhigi jhigi jhigi jhigi jhina re jhina
na re

jhina re jhina haa

hey jhoole jhoole jhoole re jhoole
jhoole re ae
jhool jhool jhool jhool jhool jhoole
hey hey ha haa

hey ae’
mera roop mera rang
mere chalne ke dhang
mera ik ik ang
jaise udti patang hai
aaaa
kayi tujhse malang karen ankhiyon ki jung
meri bholi si jawaani
in aashikon se tang hai
koi rakhta nazar
koi deta hai jigar
koi aahen bhar bhar kar mujhko pukaarta
haan
par tujhsa na dekha maine koi harjaayi
jo andar se marta hai
upar se maarta
arre kaisa tu mard jo hai dil ka sarad
uthh himmat dikha
zaraa saamne toh aa
aa aa
are aa na

hahahahaha
hahahaha

arri dhaai inch ki kamar hai teri
aur pandrah gaz ka lehenga aa aa
haay
chhil gayi kamar bos(?) ki jaisi
toh ye sauda padega mehanga
haan
ri isse patli kamar mein na daal
ke lehanga khisak jaayega
isse patli kamar mein na daal
ke lehanga khisak jaayega
teri umar ka naazuk saal
teri umar ka naazuk saal
uspe tu chale mor ki chaal
ke lahanga
ummm
ke lehenga khisak jaayega

haai haai
isse patli kamar mein na daal
ke lehanga khisak jaayega

arri samjhi

jaa re jaa re
tu dil ko zara sambhaal
nahin to dil michak jaayega
tu dil ko zara sambhaal
nahi to dil michak jaayega
main samajh gayi teri chaal
main samajh gayi teri chaal
ja buri nazar na daal
nahin to dil
hmmm
nahin to dil michak jaayega
ja buri nazar na daal
nahin to dil michak jaayega

nazar hai duniya ki buri
o zara sambhal ke rehna saanwri
nazar hai duniya ki buri
o zara sambhal ke rehna saanwri

o ho o o o
sambhal ke rehna aata hai
arre tu kyun jal jal jaata hai
yoon dil na todo
aji tum peechha chhodo
meri jaan idhar to aa ja
arre hatt ja ja
ja ja
isse kar de kisi ke naam
roop tera dhalak jaayega

haaye
isse kar de kisi ke naam
roop tera dhalak jaayega

ja buri nazar na daal
nahin to dil michak jaayega

bol de kya chaahta hai tu
arre milne kise aata hai tu
bol de kya chaahta hai tu
arre milne kise aata hai tu
oh ho o o
arri chaahta hoon deedaar ko
aur milne aaya yaar ko

kisne bulwaaya
o tujhko lene aaya
agar main shor machaaoon
uthha le jaaoon
jaaoon

phenkoon jo zulf ka jaal
jaal mein atak jaayega
phenkoon jo zulf ka jaal
jaal mein atak jaayega

haay haay
isse patli kamar mein na daal
ke lehenga khisak jaayega

arre hatt
rok na raahen
daal baahon mein baahen
main ungli pe nacha doon
tere chhakke chhuda doon
teri yahaan daal gale na
tera bhi zor chale na
mera gussa bura hai
mera ghoonsa bura hai
laga kar haath to dekho
chhuda kar haath to dekho
bahut dekhe hain aise
na dekhe mere jaise
tere jaise hain kaise
mere jaise hain aise
aise
aise
haan

hahahaaha


Viewing all articles
Browse latest Browse all 187

Trending Articles