Quantcast
Channel: Rafi-Asha Bhonsle duet – Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs
Viewing all articles
Browse latest Browse all 187

Nazar mili ik qaatil se

$
0
0

This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

“Reporter Raju” (1962) was produced by Homi Wadia and directed by Dwarka Khosla for Basant Pictures. The movie had Feroz Khan and Chitra in lead roles with Jeevankala, Indira, Baby Vidya Rani, Manorama, Ratnamala, Sulochana Chatterji, Shah Agha, Sunder, Majnoo, Shakeel Numani, Raj Adeeb, Mintobai, Gani,Mohamed Ali, Geeta, Paro, Julian, Brij Mohan Vyas aka B.M.Vyas, Anthony, Bismilla, Mithoo Miya, Bhomiya, Yadav, Korega, Ratan, Azim etc in supporting roles.

One song from this movie has been discussed in the past. Here is the second song from the movie to appear in the blog. This song is sung by Asha Bhonsle and Rafi. Shakeel Numani is the lyricist. Music is composed by S Mohinder.

Only the audio of this song is available. My guess is that the song was picturised on the lead pair.

Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.


Song-Nazar mili ik qaatil se (Reporter Raju)(1962) Singers-Asha Bhonsle, Rafi, Lyrics-Shakeel Numani, MD-S Mohinder
Both

Lyrics(Provided by Prakashchandra)

nazar mili ik qaatil se
qaatil se
donon huye hain ghaayal se
ghaayal se
door nahin hai manzil se ae ae
manzil se
nazar mili ek qaatil se
qaatil se

khelenge zindagi se hum
dekhaa kare zamaanaa

aaa aaa aaa aaaa aaaa
ho ho
khelenge zindagi se hum
dekhaa kare zamaanaa…aaa
sabke zubaan par hogaa
ye pyaar ka fasaanaa
jaan-e-bahaar ho
meraa qaraar ho
keh rahe hain ye nazaare

nazar mili ik qaatil se
qaatil se

ye goraa chaand saa mukhdaa
udtaa huaa ye aanchaal
aaa aaa aaaa aaaaaa aaaa
ye goraa chaand saa mukhdaa
udtaa huaa ye aanchaal
bikhre huye se ye gesoo
jaisse hawaa mein baadal
kaassa singaar hai kaissa nikhaar hai
keh rahe hain ye nazaare
nazar mili ek qaatil se
qaatil se ae

tujhse hai pyaar ki duniyaa
sadqe teri adaa ke
aaaa aaaa aaaa
aaa..hhaaa…haaa
o o o oooo

tujhse hai pyaar ki duniyaa
sadqe teri adaa ke
ik aag si lagaayee hai
zaalim ne muskuraake

nainon mein pyaar hai
dil nissaar hai
keh rahe hain ye nazaare
nazar mili ek qaatil se
qaatil se
donon huye hain ghaayal se
ghaayal se
door nahin hai manzil se ae ae
manzil se
laaalalalalalala
laaalalalalalala
laaalalalalalala

oho oho oho oho (laalaaa laraa..aaa)
hmmmm hmmmm hmmmmm(aaa haan a haaa aaaaa)



Viewing all articles
Browse latest Browse all 187

Trending Articles