This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Tu Nahin Aur Sahi”(1960) was produced by S M Sagar and directed by Brij for Radhika Chitra, Bombay. The movie has Pradeep Kumar, Kumkum, Nishi, Minu Mumtaz, Dinshaw, Helen, Anwar Hussain, Murad, Kundan, Amar, Munshi ji, tuntun, Ramlal, Shyam Lal, Kathana, Shah, Moolchand, Rajkumar, Radheshyam, M A Latif, Kumari Nazar, Shakeel Nomani, Meerabai, Rabi etc in it.
The movie had seven songs in it. Five of these songs have been discussed in the past.
Here is the sixth song from “Tu Nahin Aur Sahi”(1960) to appear in the blog. This song is sung by Asha Bhonsle and Rafi. Shakeel Nomani is the lyricist. Music is composed by Ravi.
The western music based song with a lilting tune is picturised as a club dance song on Helen and Anwar Hussain, with lots of people present there including Pradeep Kumar and others.
Song-Meri mehfil mein aa ke dekh le (Tu Nahin Aur Sahi)(1960) Singers-Asha Bhonsle, Rafi, Lyrics-Shakeel Nomani, MD-Ravi
Lyrics
meri mehfil mein aa ke dekh le
zara aankhen milaa ke dekh le
mere bhole sanam
tu na ja aa
yoon na mujhse tu aankhen chura
meri mahfil mein aa ke dekh le
zara aankhen milaa ke dekh le
mere bhole sanam
tu na ja aa aa
yoon na mujhse tu aankhen chura
jhuki jhuki nazron se kaam le
le
raahat ka ik jaam le
le
chori chori raahen meri thhaam le
na sharmaaa aa aa aa aa
jhuki jhuki nazron se kaam le
le
raahat ka ik jaam le
chori chori raahen meri thhaam le
na sharma aa aa
meri mehfil mein aa ke dekh le
jara aankhen milaa ke dekh le
mere bhole sanam
tu na ja aa aa
yoon na mujhse tu aankhen chura
yeah hahahaha
kitna maza hai teri chaal mein
hai tera deewaana bure haal mein
fans gaya zulfon ke jaal mein
na tadpa aa aa aa aa
kitna maza hai teri chaal mein
waah
hai tera deewaana bure haal mein
waah waah
fans gaya zulfon ke jaal mein
na tadpa aa aa aa aa
aah
arre mujhse tu aisi na baaten bana
meri mahfil mein aa ke dekh le
zara aankhen milaa ke dekh le
saari duniya ke gham bhool ja aa aa
yoon na mujhse aankhen chura
meri mahfil mein aake dekh le
zara aankhen milaa ke dekh le
mere bhole sanam tu na ja aa aa
yoon na mujhse tu aankhen chura
yeah aa ha
aaa aa hahahaha
aahhaaaa
haa aa aaaa
aa ha a a
ho o
ho ho ho
ho ho ho ho